Kitna Aasan Hota hai poem lyrics - TVF Aspirants
Kitna aasan hota hai poem is from tvf aspirants. this poem is originally from the novel "Apne Samne - by Kunwar Narayan".
Kitna aasan hota poem lyrics are used in this web series tvf aspirant last episode. this poem has a huge following in UPSC Aspirants. This novel from Kunwar Narayan won the jnanpeeth award in 2005.
We are providing the video of this poem at the bottom of the lyrics so you can listen to it while reading it.
Poem Credits
Poem: Antim Unchai
Poet: Kunwar Narayan
Novel: Apne Samne - by Kunwar Narayan
Year: 2005
Also Read: Dhaga lyrics - TVF's Aspirants
Also Read: Mohbhang Piya lyrics - TVF's Aspirants
Also Read: De moka zindagi lyrics - TVF Aspirants
kitna aasan hota hai poem lyrics
kitna aasan hota hai chalte chale jana
yadi keval ham chalte
baki sab ruka hua ho
mene aksar is ul jalul dunia ko
das siro se sochne aur bis hatho se
pano ki koshish me
apne liye behad mushkil bna diya
shuru shuru mein sab yahi chahte hai
ki sab shuru se shuru ho
lekin ant tak pahunchte pahunchte
himmat har jate hai
hame koi dilchaspi nhi rehti
ki vo sab kese samapt hota hai
jo itni dhum se shuru hua tha
hamare chahne par.....
durgam vano or unche parvato ko jitte hue
jab tum antim unchai ko hi jit loge
jab tumhe lagega ki koi antar nhi bacha
tumame or un paththaro ki kathorata mein
jinhe tumne jita hai
jab tum apne mastak par barf ka pehla tufan jheloge
or kanpoge nhi tab tum paoge
koi fark nhi sab kuchh jit lene mein
or ant tak himmat na harne mein
0 Comments